Woh Pyaar Tha song lyrics are the Latest Hindi album song by Samar Monsoon and composed by Sachin Gupta. Woh Pyaar Tha Lyrics are written by Kunwar Juneja
Table of Contents
Woh Pyaar Tha Song Details
Song | Woh Pyaar Tha |
Singer | Samar Monsoon |
Lyrics | Kunwar Juneja |
Music | Sachin Gupta |
Label | Hitz Music |
Woh Pyaar Tha Song Lyrics
Woh pyaar tha jo beh gaya
Ab dard hai jo reh gaya
Woh pyaar tha jo beh gaya
Ab dard hai jo reh gaya
Hu tanha in raaton mein
Khoya hu teri yaadon mein
Woh pyaar tha jo beh gaya
Ab dard hai jo reh gaya
Mere liye toh in badalon mein
Bas bijliyan chuppi hai
Lagta hai jaise meri zindagi
Toh bas rait se bani hai
Mere liye toh in badalon mein
Bas bijliyan chuppi hai
Lagta hai jaise meri zindagi
Toh bas rait se bani hai
Teri aashiqui mein na
Jaane kya kya seh gaya
Woh pyaar tha jo beh gaya
Ab dard hai jo reh gaya
Woh lafz ghumshudha hai
Jo haal-e-dil ka bayaan karenge
Aankhon mein ashke dikhne lage
Hai kab tak bhala rukenge
Dil tutne se pehle mujhe yeh keh gaya
Woh pyaar tha jo beh gaya
Ab dard hai jo reh gaya