Home » Teri Yaadon Kaa Saawan Lyrics – Sharad Sharma

Teri Yaadon Kaa Saawan Lyrics – Sharad Sharma

by Msonglyrics

Teri Yaadon Kaa Saawan song lyrics are the Latest Hindi album Song from Himesh Ke Dil Se and The song is sung by Sharad Sharma. Teri Yaadon Kaa Saawan Lyrics were written by Himesh Reshammiya and the music was also composed by Sharad Sharma

Teri Yaadon Kaa Saawan Song Details

SongTeri Yaadon Kaa Saawan
SingerSharad Sharma
AlbumHimesh Ke Dil Se
LyricsHimesh Reshammiya
MusicHimesh Reshammiya
StarringSharad Sharma
LabelHimesh Reshammiya Melodies

Teri Yaadon Kaa Saawan Song Lyrics

Koi itna pyaara kaise ho sakta hai
Yahi sawal dil mein har baar aata hai
Tumhe jab bhi dekhta hoon
Bas pyaar hi pyaar aata hai

Teri yaadon ka saawan
Jiya ko bada tadfayein
Teri yaadon ka saawan
Jiya ko bada tadfayein

Ho Teri yaadon ka saawan
Jiya ko bada tadfayein
Tere bin sajan ek bhi pal
Dil ye chain naa paayein
Sajan dil ye ik pal
Chain naa paayein

Ho Teri yaadon ka saawan
Jiya ko bada tadfayein
Tere bin sajan ek bhi pal
Dil ye chain naa paayein

Paar laga de meri doobti naiyiya
Tu hi hai mere ishq ki chhaiya
Aaj rapt jaane ka hai mausam
Tham le apni saiyan ki baeya

Ho Teri yaadon ka saawan
Jiya ko bada tadfayein
Tere bin sajan ek bhi pal
Dil ye chain naa paayein

Bheegi-bheegi raaton ki khushboon
Karti hai is dil ko bhi kaboon
Teri jawani teri aankhon mein mujhpe
Kiya hai tona, kiya koi jaddu
Teri yaadon ka saawan
Jiya ko bada tadfayein
Tere bin sajan ek bhi pal
Dil ye chain naa paayein
Sajan dil ye ik pal
Chain naa paayein

Ho Teri yaadon ka saawan
Jiya ko bada tadfayein
Tere bin sajan ek bhi pal
Dil ye chain naa paayein

Beqasoor Music Video

You may also like

Leave a Comment

* By using this form you agree with the storage and handling of your data by this website.

msonglyrics logo

Msonglyrics is your ultimate source for the latest and most popular song lyrics from Telugu, Hindi, English, Devotional, and much more