Home » Soulmate Lyrics – Arijit Singh & Badshah

Soulmate Lyrics – Arijit Singh & Badshah

by Msonglyrics

Soulmate Song Lyrics are the latest Hindi song from the Album Ek Tha Raja. The song is sung by Arijit Singh & Badshah and the Music is composed by Badshah. Soulmate Lyrics are also written by Badshah.

Soulmate Song Details

SongSoulmate
AlbumEk Tha Raja
SingerBadshah & Arijit Singh
LyricsBadshah
MusicBadshah
LabelBadshah

Listen To Soulmate

Soulmate Song Lyrics

Din ko raat kahegi toh main raat kahoon
Tera dil dukha de jo, aisi na baat karoon
Ek shikan bhi maathe pe na aaye, meri jaan
Le loonga teri saari balaayein meri jaan

Teri aayi, main marjavaan,
zindagi naam tere kar javaan
Sohneya, o sohneya

Teri aayi, main marjavaan,
zindagi naam tere kar javaan
Sohneya, o sohneya

Kya vo mohabbat, jiska hisaab lag jaaye
Bole vo toh lage ke rabba bachaaye
Lad marenge log, aag lag jaaye
Chehre se tere jo naqaab hat jaaye

Ho sawaal koi bhi, tu jawaab lage
Bachpan ki kahani, tu koi khwaab lage
Tera dil jo dukhaaye, use paap lage
Pyari itni tu mujhe Punjab lage

Vo faraaz ki kitaab padhti hai,
vo titliyaan saath rakti hai
Meri duniya aabaad lagti hai,
jab kandhe par mere vo haath rakti hai

Is pyaar ko khone nahin doonga,
tujhe khud se juda main
kabhi hone nahin doonga

Khushi ke aansu aur baat hai
lekin tujhko main waise
kabhi rone nahin doonga

Tujhse pehle na kuch tha, na baad tere
Chahiye kakh bhi nahin, jo tu hai saath mere
Mere haathon mein lakeerein naam ki teri
Bin tere zindagi ye kis kaam ki meri?

Teri aayi, main marjavaan,
zindagi naam tere kar javaan
Sohniya, o sohniya
Teri aayi, main marjavaan

zindagi naam tere kar javaan
Sohneya, o sohneya
Teri aayi, main marjavaan

zindagi naam tere kar javaan
Sohneya, o sohneya
Teri aayi, main marjavaan

zindagi naam tere kar javaan
Sohneya, o sohneya

Ho sawaal koi bhi, tu jawaab lage
Bachpan ki kahani, tu koi khwaab lage
Tera dil jo dukhaaye, use paap lage
Pyari itni tu mujhe Punjab lage

Soulmate Music Video

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.