Home » Samandar Sharaab Lyrics – Madhur Sharma

Samandar Sharaab Lyrics – Madhur Sharma

by Msonglyrics

Samandar Sharaab Song Lyrics latest Hindi Album Song sung by Madhur Sharma and the Music is composed by Harshit Shrivastava. Samandar Sharaab Lyrics are written by Jay Tanna SIFAR. Samandar Sharaab Song directed by Ganesh Chavan and Cast by Robin Francis & Shahenshah

Samandar Sharaab Song Details

SongSamandar Sharaab
Director Ganesh Chavan
SingerMadhur Sharma
LyricsJay Tanna SIFAR
MusicHarshit Shrivastava
StarringRobin Francis & Shahenshah
LabelUniversal Music India

Samandar Sharaab Song Lyrics

Mujhe baahon mein teri hosh na tha
Zara bezubaa tha main khamosh na tha
Tinka tinka sahaara chhod ke dil
Tinka tinka sahaara chhod ke dil
Jaan kar dooba tera dosh na tha

Ishq jhootha
Ishq jhootha sahi behisaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo

Oh meri haalat sanam tum kharaab kardo
Meri haalat sanam tum kharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo

Yehi soch phir tumne vaada kiya tha

Yehi soch phir tumne vaada kiya tha
Ke mujhko khabar thi ke aadhaa kiya tha
Wahi baat phir poochta hun ke mujhse
Kabhi pyaar kya khudse zyada kiya tha

Iss bewafa
Iss bewafa haqiqat ko khwaab kardo
Iss bewafa haqiqat ko khwaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Oh meri haalat sanam tum kharaab kardo
Meri haalat sanam tum kharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo
Phir saare samandar sharaab kardo

Samandar Sharaab Music Video

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.