Ram Rang song lyrics are the latest Hindi Devotional song sung by Narci and Ekansh Mamgai and the Music is composed by Ekansh Mamgai. Ram Rang lyrics were written by Narci.
Table of Contents
Ram Rang Song Details
Ram Rang Song Lyrics
mohe rang do ram ke naam mein
mohe rang do ram ke naam mein
mohe rang do ram ke naam mein
mohe rang do ram ke naam mein
ram bina ye saansein chale na
ram ki baatein dil ye karega
kijo mohe tum door ho raghav
har adharmi kaam se
mohe rang do ram ke naam mein
mohe rang do ram ke naam mein
ram ke rang mein na ranga to main kya ranga
ram ki aur na main chala to main kya chala
ram ko kala mein utaar hi na saka yadi
vyarth hai likhne ki fir meti ye kala
beetegi peeda kab itna batao ye
ram ke kaal mein parbhu kab aaun main?
dena daras nahi itni to suno par
jaise bharat ke haan de do to khadaau ye
thake mere naina prabhu aapki hi aur hai
shabri ke jaise ber baitha hoon bator ke
ber to batore par paapi hai zubaan
jootha kaise karu inhe daanto se main tod ke
ram ke ayan karo fir se aarmbh
kshan vanvaas ke wo jeena chaahe hum
maut yadi mili mujhe treta ke kaal mein
marne ka hoga fir zara sa na gam
sar tale prabhu mere rakho god aapki
saansein jahan chhute meri yehi hai wo sthan hi
shabri ke jaise ya mujhse bhi milo
chor dunga fir main prabhu meri saans bhi
ram rakho paas hi, siya ram
saans bhi hai aapki,siya ram
dhyan bina ram ke ,siya ram
hai aatma bhi kaampti,mere ram
del ki deewar pe siya ram
hai chhavi manohari bashi siya ram
chhavi mein hai ram mere siya ram
aur mata janaki mere ram
ram bina main khoya kahin tha
ram ko jaan rasta wahin tha
ram ko jaan rasta wahin tha
raghav hi ab sath chale hai
mere subah shaam mein
mohe rang do ram ke naam mein
mohe rang do ram ke naam mein
mohe rang do ram ke naam mein
mohe rang do ram ke naam mein
ram ke bina yadi jiya to main kya jiya
ram ka naam hi na liya to main kya jiya
ram ko yadi na kala hai samarpit
fir samrpit bhala maine kya kiya
aapke naam ne ye hridy diya sil
aapke maam mein hi ghar gaya mil
koi to baat hogi aapki bhi chaavi mein
dekhun shan bhar bhi to aansu jaate gir
kaise main bataun parbhu meri ye adheerata
ram bina kabhi bhi na kaam ka shareer tha
khud ko main shabri na bolun aise parbhu
aapse viyog ka hai kshan mujhe cheerta
aap hi ka naam kare paapo ka dehan
ram se haan doori ka na kshan hai sehan
waise to aap mere hridy mein hi base par
dekhne ko nain mere fir bhi bechain
dil bhi bechain, meri aatama bechain
milo mujhe ram , dedo daas ko bhi chain
daas ko bhi chain mile, saans ko bhi chain
ram naam chola maine liya hai pehan
ram rakho paas hi, siya ram
saans bhi hai aapki, siya ram
Dhyan bina ram ke, siya ram
hai aatma bhi kaampti, mere ram
dil ki deewar pe, siya ram
hai chhavi manohari bashi, siya ram
chhavi mein hai ram mere, siya ram
Aur maata janaki, mere ram
paap kiye maine ram hazaron
aake prabhu tere daas ko taaro
paap kiye maine ram hazaron
aapke parbhu tere daas ko taaro
aake prabhu tere daas ko taaro
le lo sharan is paapi ko tum
apne mangal dhaam mein
mohe rang do ram ke naam mein