Home » Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics –  Tu Jhoothi Main Makkaar

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics –  Tu Jhoothi Main Makkaar

by Msonglyrics

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Lyrics are the latest Hindi song from the movie Tu Jhooti Main Makkaar. The Song is sung by Arijit Singh and Music is by Pritam. Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics Written By Amitabh Bhattacharya. Tu Jhooti Main Makkaar Cast Ranbir Kapoor, Shraddha Kapoor

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Details

SongPyaar Hota Kayi Baar Hai
MovieTu Jhooti Main Makkaar
SingerArijit Singh
LyricsAmitabh Bhattacharya
MusicPritam
FeaturingRanbir Kapoor and Shraddha Kapoor
LabelT-Series

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Lyrics

PYAAR HOTA KAYI BAAR HAI

Ishaq mere Yaara
Tu kar le dobaaara
Bas ik bar mein hi
Bhare na dil bechara

Sang rehne ke shaam saavere
Kya karne hain vaade bathere
Hai zindagani agar char din ki
Toh lene hi kyun saat pehre

Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa
Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling

Mar jaunga jo mujhko ye na mili

Agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai

Yeh wali mujhko pehle kyun na mili

Woh dil kya bhala
Jo toota na kabhi

Pehli dafaa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein

Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh
Kyun na do chaar dil hum bhi todein

Tu ne jawaani mein seekha
Na jaane kahan ka Saleeqa

Jo pehle hi break up mein dil ne tere
Give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nissar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Tainu pyaar di lor ऐ
Chaaida kinna ve

Kadi das de yaar nu
Inna inna ve

ऐ लो .. ऐ लो

Tainu pyar di lor ऐ
Chaaida kinna ve

Twadi khidmat vich haazir

ऐ लो .. ऐ लो

Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song

You may also like

Leave a Comment

* By using this form you agree with the storage and handling of your data by this website.

msonglyrics logo

Msonglyrics is your ultimate source for the latest and most popular song lyrics from Telugu, Hindi, English, Devotional, and much more