Mallika Song Lyrics latest Hindi Album Song sung by Naezy and the Music is composed by Afzal Minhaaj. Mallika Lyrics are written by Naezy. Mallika Song directed by Neerat Kaur and Cast by Deprupa Ghosh
Table of Contents
Mallika Song Details
Song | Mallika |
Director | Neerat Kaur |
Singer | Naezy |
Lyrics | Naezy |
Music | Afzal Minhaaj |
Starring | Deprupa Ghosh |
Label | Saregama |
Mallika Song Lyrics
Malika nahi aawaara gali ka
Tum mere Malika
nahi aawaara gali ka
Tum mere Malika
nahi aawaara gali ka
Tum mere Malika
Malika ho sunn
Waise toh mohabbat karna pehle
Hi kathin hai kitna
Kitna bhi khud ko rok liye na rok saka
Maine hosh gawa ya
Chain bhi tere nain ne mujhko ghol liya
Anmol nighaahe paas bulaaye
Pyaas jagaaye yaad dilaaye k Meri Malika hai
Pure duniya me sabse haseen Malika hai
Mere dil k jo sabse qareeb Malika hai
Wo jo mile to khule mera naseeb Malika hai
Mera unka yeh rishta Ajeeb Malika hai
Unki aala hai uchi tameez Malika hai
Unka mamuli nahi hai Zameer Malika hai
Wo Resham ki pehne kameez Malika hai
Hai dil se bhi utni ameer Malika hai
unka ana hai jaise Baharo ka ana Malika hai
Unki khushboo ki taazgi duba zamana Malika hai
Milna chhahte hai sab inse kar k bahana Malika hai
Unke naino se gehno se basti chamakti
Malika nahi aawaara gali ka
Tum mere Malika
Nahi aawara gali ka
Tum mere Malika
Malika ho sunn
Tu mere dil me nahi toh phir tu kaha hai
Mann me nahi toh phir tu kaha hai
Chalne lagi ishq ki hawayein
Rab mere rab mujhe ab bachaayien
Dhadkanien kare dhak dhak dhak dhak
Phir tune di dastak dastak
Doori rahe kabtak kabtak
Dil bole haan mastak mastak
Bole tu jaha hai
Dhime dhime dheere dheere
Lene tujhe aaye Pada tera bhai
Piche mere piche tere
Bura mera haal Lage tu kamal
Lekin mai phir ruko
Kyu k tu hai ek amaanat
Niyat meri acchi teri
Sirat meri chaahat
Hateli ka chhaala
Teri patli banawat
Pata mai nikala
Tere ghar pe mai aayega
Roz mai rose deke
Dosti badayega
Shaving karayega
Mai KHushboo lagaye ga
Hero wala pose deke
Tasveer khechaayega
Tere jaal me mai phasa
Ab tujhe bhi phasayega
Gaane jo bolegi
Gaane wo gayega
Tune bola gaane lekin
Mera bhi hai kaida
Jeevan me pyar nahi
Toh jeene ka kya fayda
Haafta vasooli me baat nahi bhooli
Saath mere chal mai gajar tu mooli
Haath mera thaam le mai chad jau sooli
Madam tere pyaar me mai ban jau coolie
Koi tujhe chhede
Wo Sidha lafa khaayega
Haath jo lagaye uska
Kheema ban jayega
Bindaas mere saath chal
Mai tujhko bachayega
Jaan meri jaaye toh jaaye
Mere jaane jaa
Malika nahi aawaara gali ka
Tum mere Malika
Nahi aawara gali ka
Tum mere Malika
Malika ho sunn